Selected By Mohammad Z. Tambra (Chand), From Sialkot City, Pakistan
Main aur meri tanhayee, Aksaar yeh baatein kerte
hai,
Tume hoti, to kaisa hota..
Tum yeh kehti, tum wo kehti..
Tum is baat pay haira'a(n) hoti,
Tum aus baat pay kitni haasti..
Tum hoti to aaisa hota,
Tum hoti to waisa hota.
Main aur meri tanhayee, Aksaar yeh baatein kerte hai...
Yeh raat hai, yeh tumhari zulfay kholi huwi hai,
Hain chandni ya tumhari naazron say meri raatein dhuli
huwi hain...
Yeh chand hai, ya tumhara kangan, Sitaray hai ya tumhara
anchaal?
Hawa ka jhoka hai, ya tumharay badan ki khusboo?
Yeh patio ki hai sar sarahaat kay tumne chupke se kuch
kaha hai?
Yeh sochta hu main kab se ghum suum, kay jab ke mujko
bhi ye
khabaar hai, tum nahi ho... Kahi nahi ho, magar yeh dil
hai kay
kehraha hai kay, TUM yahi ho, yahi h kahi ho...
Majboor yeh halaat idhaar bhi hai, audhaar bhi...
Tanhayee ki raat idhaar bhi hai, audhaar bhi...
Kehnay ko bohot kuch hai, magar kisay kehay hum?
Kab tak yuhi khamoosh rahai, aur saahay hum?
Dil kehta hai duniya ki haar rasam utha de, dewaar jo
hum dono mein hai,
AJJ GIRADAY HUM!!! QUI DIL MEIN SULAGTE RAHAI, LOGO KO
BAATA DAY HUM!!
HAI HUM KO MOHABAAT HAI, MOHABAAT HAI, MAHABAAT HAI...
Aur dil mein yahi baat idhaar bhi hai, audhaar bhi...
:(
Tum ho khafa mujh say, yeh mujhko khabaar hai.
Tum dur ja rahi ho, yeh mujhko pata hai.
Tum bhaithi ho kisi kinare mein kay meri awaaz bhi nahi
aati.
Tum kitni naraaz ho kay ab, meray paas bhi nahi aati.
Tum bhool gaye wo sab baatein, aur ab tumko yaad bhi
nahi aati,
Tum jo soti thi maray kandho pay apna sar rakh ke...
Tumko bhi sari raat kya neind nahi aati?
Main rahai gaya hu yu tanha'a, ab teray khayaalo mein...
Kay ab teray siwa kisi ki arzoo bhi nahi hoti!!
Kisi ki tamanna bhi nahi hoti...
Funny version...
Tum ho khafa mujh say, yeh mujhko khabaar hai.
Tum dur ja rahi ho, yeh mujhko pata hai.
Tum bhaithi ho kisi kinare mein kay meri awaaz bhi nahi
aati.
Tum kitni naraaz ho kay ab, meray paas bhi nahi aati.
Tum bhool gaye wo sab baatein, aur ab tumko yaad bhi
nahi aati,
Tum jo soti thi maray kandho pay apna sar rakh ke...
Tumko bhi sari raat kya neind nahi aati?
Tum jo marti thi raato ko panja, WO nishan mai abbi dekh
ta hu...
Tum thi meri pheli bili(cat), tumko main abbhi dundta
hu!!!
Maine pucha chand se kay dekha ha kahee, meray yaar
sa hasee(n).?
Chand ne kaha chandni ki kasam nahi, nahi, nahiiii...
Maine yeh hijaab tera dundha, haar jagay shabaab
tera dundha.
Kaliyo se misaal teri puchi, phoolo mein jaawaab
tera dundha.
Maine pucha baad se falak ho ya zamee(n), aaisa phool
hai kahi?
baagh ney kaha haar kali ki kasaam, nahi, nahi, nahiiii...
Maine pucha Chand se...
Chaal hai kay moojh ki rawani, zulf hai ya raat ki
kahani,
Hooth hai kay aainey kawaal kay, aankh hai kay ma'akado
ki rani.
Maine pucha jaam se falak ho ya zamee(n) aaisa mai'a
hai kahi?